Earn upto more than 1 lakh per month from reselling tips and all guided begginer to expert
What is reselling?
Agar hm bat krein overall reselling par to yeh esa kam hai jismein ap km price wali cheezon ko apna profit rakh kr sale krte hain ismein ap 2 tarhan se kam krskte hain jo ke hain
Types of Reselling
Reselling ko agar hm dekhein to iski 2 types Hain jo ke Hain:
1.without investment:
Agar ap chahte Hain ke apko koi investment na krni pare Apke pas phone bhi hai or internet bhi to ap yh karsakte Hain .iska Amal bohat asaan hai ap Facebook se aise wholesaler dhund sakte Hain Jo resellers ki search mn hote Hain
Iske ilawa mein 1 group add krdeti hun joke bohat low price mn free delivery ke sath dresses provide krte Hain jisse ap high commission Rakh kr bech sakte Hain
👉Benifits of joining the team :
✅High commission rate
✅Delivery free
✅Low price/wholesale price
Note: Sirf Pakistan se log join karein
Agar ap online reselling jar rahe Hain. To apko orders lekr jinke sath kam kr rhe Hain uske liye apko costumer se niche mention information Leni hai .
- Name :
- City:
- Adress:
- Phone number:
- Optional phone number:
2. With investment:
Is mein ap wholesale or discounted rate pr chzain lekr apna ware house bna kr ya rent pr leke usmn stock rkh kr reselling krste hai.iske ilawa agar ap 5 hazar tak ismein invest krna chahte hain to is se ap bohat jald ismein kamyab hosakte instagram or facebook pr adds laga kar.
Benifits and power of reselling:
- No investment
- ghar bathe buissnes ka khwab poora krne ka bahtreen moka
- No time limit
- easy work
- apni team bnasakte
- bohat jldi kamyab hone wali opportunity
- No refrell
tips for reselling:
1. Agar aap reselling business shuru karna chahte hain, toh yahaan kuch tips hain jo aapki madad kar sakti hain:
2. Research karein: Pehle se hi apne business ki shuruaat se pehle market mein bikne wale products ki demand aur supply ke baare mein research karein. Aap Google Trends, social media, aur e-commerce websites ka istemaal karke market trends aur popular products ke baare mein jaan sakte hain.
3. Niche chunein: Ek specific niche chunein jismein aap expert ho aur jahan aap apne customers ko unique products pradaan kar sakte hain. Aap apne niche ke products ke baare mein jyada jaankari hasil karne ke liye online forums aur communities join kar sakte hain.
4. Supplier network banaein: Apne suppliers ke saath strong relationships banayein aur unke saath regular communication maintain karein. Aapke suppliers aapko behtar deals aur exclusive products ki peshkash kar sakte hain.
5. Strong online presence banayein: Apne business ko online marketplace par bhi promote karein. Aap apni khud ki website, social media accounts aur blogs create karke apne products ko showcase kar sakte hain.
6. Competitive prices rakhein: Aap apne competitors ke prices ke comparison mein competitive prices rakhein jisse aapko customers attract karne mein madad milegi.
7. Customer service ko importance dein: Ek acchi customer service aur satisfaction ka culture apne business mein develop karein. Aap apne customers ko unke queries aur concerns ka jawab jaldi dene ki koshish karein aur unhein behtar service pradaan karein.
8. Inventory management par dhyaan dein: Apni inventory ko regularly monitor karein aur products ki availability ko track karein. Aap apne sales aur demand ke basis par apni inventory ko update karte rahein.
Conclusion:
Reselling Apke liye behtreen work hai agar ap mn patience hai or ap waqai Kuch karna chahte ho apni life mn .ap Ghar bathe free mn social media platforms or ghr mn Aas pas apna commission Rakh kr bht kama sakte ho .yeh 1 esa moka hai jo apko ghar bathe bohat kamyab karsakta hain ismein ap bghair network marketing or baghair kissi investment ke isko join karskte hain . jismein ap apne boss khud honge agar is se zyada faida faida uthana chahte to team bnakar reselling krein apne niche.
0 Comments